Menu
blogid : 9999 postid : 39

कशिश

allahabadlive
allahabadlive
  • 79 Posts
  • 28 Comments

kitni azeeb kashkash hai,na sukunna koi tamanaa hai
milne ki chahat nahi,sunnae ki khawahish hai
dur jane ki chahat hai,par bhulne ki himmat nahi
jala kar diya tere naam ka rakhungi,par ab andhiyo mai safar ki khawish nahi
tumne bhi wahi soch liya jo jamane ne samjha
ab mulakat aur kuch khene ka koi matlab nahi
mehfil ki tamanaa to kabhi thi nahi,ab saathi ki tamanna bhi nahi
rahe jindgi mai ab tanhai ki bhi tamanaa nahi
baat to hogi shayad kabhi par mulakat na hogi
rahe safar to jari hai jari rahega shayad jindgi mai ab wo baat na hogi
tut kar bikhri hu ab khawahish hai na koi samete mujhko
tanha aur tanha hi rahu khud ko ab pathar bana डालो

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply